ग़म बढ़े आते हैं क़ातिल की निगाहों की तरह
तुम छुपा लो मुझे, ऐ दोस्त, गुनाहों की तरह
अपनी नज़रों में गुनहगार न होते, क्यूँकर
दिल ही दुश्मन हैं मुख़ालिफ़ के गवाहों की तरह
(मुख़ालिफ़ = विरोधी)
हर तरफ़ ज़ीस्त की राहों में कड़ी धूप है दोस्त
बस तेरी याद के साये हैं पनाहों की तरह
[(ज़ीस्त = जीवन), (पनाह = शरण)]
जिनकी ख़ातिर कभी इल्ज़ाम उठाए, ‘फ़ाकिर’
वो भी पेश आए हैं इन्साफ़ के शाहों की तरह
-सुदर्शन फ़ाकिर
Gham badhe aate hain qaatil kee nigahon ki tarah
Tum chupa lo mujhe ae dosth gunahon ki tarah
Apni nazron mein gunehgaar na hote kyoon kar
Dil hi dushman hai mukhalif ke gawahon ki tarah
Har taraf zeest ki raahon mein kadi dhoop hai dost
Bas teri yaad ke saaye hain panahon ki tarah
Jinki khaatir kabhi ilzaam uthaye 'Faakir'
Wo bhi pesh aaye hain insaaf ke shaahon ki tarah
-Sudarshan Faakir

No comments:
Post a Comment