झूठी सच्ची आस पे जीना, कब तक आख़िर, आख़िर कब तक
मय की जगह ख़ून-ए-दिल पीना, कब तक आख़िर, आख़िर कब तक
सोचा है अब पार उतरेंगे या टकरा कर डूब मरेंगे
तूफ़ानों की ज़द पे सफ़ीना, कब तक आख़िर, आख़िर कब तक
(सफ़ीना = किश्ती, नाव)
एक महीने के वादे पर साल गुज़ारा फिर भी ना आये
वादे का ये एक महीना, कब तक आख़िर, आख़िर कब तक
सामने दुनिया भर के ग़म हैं और इधर इक तन्हा हम हैं
सैकड़ों पत्थर, इक आईना, कब तक आख़िर, आख़िर कब तक
- काशिफ़ इंदौरी
Jhoothi sachchi aas pe jeena, kab tak aakhir, aakhir kab tak
Mai ki jagah khoon-e-dil peena, kab tak aakhir, aakhir kab tak
Socha hai ab paar utrainge ya takra kar doob marenge
Toofanon ki zad pe safeena, kab tak aakhir, aakhir kab tak
Ek maheene ke waade par saal guzaara phir bhi na aaye
Waade ka ye ek maheena, kab tak aakhir, aakhir kab tak
Saamne duniya bhar ke gham hain aur idhar ik tanha hum hain
Saikdon patthar ik aaiana, kab tak aakhir, aakhir kab tak
-Kashif Indori

No comments:
Post a Comment