प्यार मुझसे जो किया तुमने तो क्या पाओगी
मेरे हालात की आँधी में, बिखर जाओगी
रंज और दर्द की बस्ती का मैं बाशिंदा हूँ
ये तो बस मैं हूँ के इस हाल में भी ज़िंदा हूँ
ख़्वाब क्यों देखूँ वो कल जिस पे मैं शरमिंदा हूँ
मैं जो शरमिंदा हुआ, तुम भी तो शरमाओगी
क्यों मेरे साथ कोई और परेशान रहे
मेरी दुनिया है जो वीरान तो वीरान रहे
ज़िन्दगी का ये सफ़र तुम पे तो आसान रहे
हमसफ़र मुझ को बनाओगी तो पछताओगी
एक मैं क्या अभी आएँगे दीवाने कितने
अभी गूँजेंगे मोहब्बत के तराने कितने
ज़िन्दगी तुमको सुनाएगी फ़साने कितने
क्यों समझती हो मुझे भूल नहीं पाओगी
-जावेद अख़्तर
Pyaar mujh se jo kiyaa tumne to kya paaogi
Mere haalaat ki aandhi mein bikhar jaaogi
Ranj aur dard ki basti ka main baashinda hoon
Ye to bas main hoon ke is haal mein bhi zinda hoon
Khwaab kyoon dekhoon wo kal jispe main sahrminda hoon
Main jo sharminda hua tum bhi to sharmaaogi
Kyoon mere saath koi aur pareshaan rahe
Meri duniya hai jo veeraan to veeraan rahe
Zindagi ka ye safar tum pe to aasaan rahe
Humsafar mujhko banaaogi to pachtaaogi
Ek main kya abhi aayenge diwaane kitne
Abhi goonjenge mohabbat ke taraane kitne
Zindagi tumko sunaaegi fasaane kitne
Kyon samajhti ho mujhe bhool nahi paaogi
-Javed Akhtar

Movie: Saath Saath

No comments:
Post a Comment