मेरी अजब है ज़िन्दगी किसी से क्या गिला करूँ
तक़दीर रूठ जाए तो मेरे ख़ुदा मैं क्या करूँ
हालात ने नसीब में ग़म भर दिये हैं इस क़दर
ना मंज़िलों की कुछ ख़बर मैं कारवाँ को क्या करूँ
मिल जाए डूबने पे भी आख़िर तो इक साहिल कहीं
तूफ़ान की है आरज़ू तूफ़ान की दुआ करूँ
(साहिल = किनारा)
मंज़िल की थी तलाश तो ग़र्द-ए-सफ़र मिली मुझे
आँखें बरस पड़ी मेरी काली घटा को क्या करूँ
(ग़र्द-ए-सफ़र = यात्रा की धूल)
-नामालूम
Meri ajab hai zindagi kisi se kya gila karoon
Taqdeer rooth jaye to mere khuda main kya karoon
Halaat ne naseeb mein gham bhar diye hain is qadar
Na manzilon ki kuch khabar mein kaarwaan ko kya karoon
Mil jaaye doobne pe bhi aakhir to ik saahil kahin
Toofaan ki hai aarzoo toofaan ki dua karoon
Manzil ki thi talaash to gard-e-safar mili mujhe
Aankhen baras padi meri kaali ghata ko kya karoon
-Unknown

इस ग़ज़ल के शायर है....
ReplyDelete- चोन्देर ओबेरॉय
Na.Ye Kalaam Shaharyar Saab Ka Hai
ReplyDelete