किताबों से कभी गुज़रो तो यूँ किरदार मिलते हैं
गए वक़्तों की ड्योढ़ी में खड़े कुछ यार मिलते हैं
जिसे हम दिल का वीराना समझकर छोड़ आये थे
वहाँ उजड़े हुए शहरों के कुछ आसार मिलते हैं
-गुलज़ार
Kitabon se kabhi guzro to yun kirdaar milte hain
Gaye waqton ki dyodhi mein khade kuch yaar milte hain
Jise hum dil kaa veeraana samajh kar chhood aaye the
Wahaan ujde hue shahron ke kuch aasaar milte hain
-Gulzar

Guzar sahab ki kalam aur Jagjit Singh ji ki avaaz...nasha yu hi ho jaye, phir jaam ki kahan talab...
ReplyDelete