Monday, 1 December 2014

Ro lete to achcha hota/ रो लेते तो अच्छा होता

रो लेते तो अच्छा होता
बार-ए-ग़म कुछ हल्का होता

(बार-ए-ग़म = दुःख का बोझ)

चाँद सितारे माँगे हमने
कुछ तो आख़िर सोचा होता

क्या रखा है इन बातों में
ऐसा होता वैसा होता

-प्रियदर्शी ठाकुर ख़याल



इसी ग़ज़ल के कुछ और अश'आर:

कुछ रखा है इन बातों में
ऐसा होता वैसा होता

पाँव तमाज़त माँग रहे हैं
सर की ख़्वाहिश साया होता

(तमाज़त = धूप की गर्मी, सूरज की गर्मी)

मैं जो पा जाता तो तुझको
अब तक भूल भी बैठा होता

लुत्फ़-ए-जवानी लूटा हमने
दौर-ए-ज़ईफ़ी किस का होता

(दौर-ए-ज़ईफ़ी = वृद्धावस्था/ बुढ़ापे का समय)

काश ये लफ़्ज़ परों से होते
और 'ख़याल' परिंदा होता



Ro lete to achcha hota
Bar-e-gham kuch halka hota

Chaand sitaare maange hamne
Kuch to aakhir socha hota

Kya rakha hai in baaton mein
Aisa hota waisa hota

-Priyadarshi Thakur Khayal


Some more couplets:

Baar-e-gham kuchh halqa hota
Ro lete to achchha hota

Kuchh rakha hai in baaton mein
Aisa hota, vaisa hota

Paanv tamaazat maang rahe hain
Sar ki khwaahish saaya hota

Mai jo paa jaata to tujhko
Ab tak bhool bhi baitha hota

Lutf-e-jawaani loota humne
Daur-e-zaee'fi kis ka hota

Kaash ye lafz paro'n se hote
Aur 'Khayal' parinda hota

2 comments:

  1. The original matla is actually the other way round.

    Baar-e-gham kuchh halqa hota
    Ro lete to achchha hota

    One more sher has a variation -

    Kuchh rakha hai in baaton mein
    Aisa hota, vaisa hota

    There are some unsung shers too -

    Paanv tamaazat maang rahe hain
    Sar ki khwaahish saaya hota

    Mai jo paa jaata to tujhko
    Ab tak bhool bhi baitha hota

    Lutf-e-jawaani loota humne
    Duur-e-zaifi kis ka hota

    Kaash ye lafz paro'n se hote
    Aur 'Khayal' parinda hota

    ReplyDelete