तू जो आ जाए तो इस घर को सँवरता देखूँ
एक मुद्दत से जो वीराँ है वो बसता देखूँ
ख़्वाब बनकर तू बरसता रहे शबनम शबनम
और बस मैं इसी मौसम को निख़रता देखूँ
जिसे मिलना ही नहीं उससे मोहब्बत कैसी
सोचता जाऊँ मगर दिल में उतरता देखूँ
दिल गया था तो ये आँखें भी कोई ले जाता
मैं फ़क़त एक ही तस्वीर कहाँ तक देखूँ - अहमद नदीम क़ासमी
चंद लम्हे जो तेरे इश्क़ के मिल जाते हैं
इन्ही लम्हों को मैं सदियों में बदलता देखूँ
-इफ्तख़ार इमाम सिद्दीक़ी
https://www.youtube.com/watch?feature=player_embedded&v=TqXy9YH9xAY
Tu jo aa jaye to is ghar ko sanwarta dekhun
Ek muddat se jo veeran hai use basta dekhun
Khawab bankar tu barasta rahe shabnam shabnam
Aur bas main isi mausam ko nikharta dekhun
Jise milna hi nahin us se muhabbat kaisi
Sochta jaun magar dil me utarta dekhun
Dil gaya tha to ye aankhen bhi koi le jaata
Mein faqat ek hi tasweer kahan tak dekhun -Ahmed Nadeem Qasmi
Chand lamhe jo tere Ishq ke mil jaate hain
In hi lamhon ko mai sadiyon mein badalta dekhu
-Iftkhar Imam Siddiqi

The album wrongly credits this to Bashir Badr. The ghazal is by Iftikhar Imam Siddiqui. One sher (Dil gaya tha) is by Ahmed Nadim Qasmi.
ReplyDeleteThank you so much. I have corrected it now.
DeleteHave you really corrected?
DeleteWow what a soulful voice
ReplyDeleteChand lamhe Jo tere Ishq is wrong
ReplyDeleteChand lamhe Jo tere kurd ke mil jaate