रोने से और इश्क़ में बेबाक हो गए
धोए गए हम इतने, कि बस पाक हो गए
(पाक = पवित्र)
कहता है कौन नाल:-ए-बुलबुल को, बेअसर
परदे में गुल के लाख जिगर चाक हो गए
(नाल:-ए-बुलबुल = बुलबुल का आर्तनाद), (गुल = फूल, गुलाब), (चाक = फटा हुआ)
करने गए थे उससे, तग़ाफ़ुल का हम गिला
की एक ही निगाह, कि बस ख़ाक हो गए
(तग़ाफ़ुल = उपेक्षा, बेरुख़ी), (गिला = उलाहना, शिकायत)
इस रंग से उठाई कल उसने 'असद' की लाश
दुश्मन भी जिस को देख के ग़मनाक हो गए
(ग़मनाक = दुखी)
-मिर्ज़ा ग़ालिब
Rone se aur ishq mein bebaak ho gaye
Dhoye gaye ham itne ki bas pak ho gaye
Kahta hai kaun nala-e-bulbul ko be-asar
Parde mein gul ke lakh jigar chak ho gaye
Karne gaye the us se tagaful ka ham gila
Ki ek hi nigah ki bas khak ho gaye
Is rang se uthai kal us ne 'Asad' ki laash
Dushman bhi jis ko dekh ke ghamnak ho gaye
-Mirza Ghalib

naash nahi laash hai ...
ReplyDeleteCorrection done. Thank you so much !!
DeleteUs samay ki zaban mein lash ko nash khte the
ReplyDelete