जवाब जिनका नही वो सवाल होते हैं
जो देखने में नही कुछ, कमाल होते हैं
तराशता हूँ तुझे जिन में अपने लफ़्ज़ों से
बहुत हसीन मेरे वो ख़याल होते हैं
हसीन होती हैं जितनी बला की दो आँखें
उसी बला के उन आंखों में जाल होते हैं
वो गुनगुनाते हुए, यूँ ही, जो उठाते हैं
क़दम कहाँ, वो क़यामत की चाल होते हैं
-फ़रहत शहज़ाद
Jawaab jinka nahi wo sawaal hote hain
Jo dekhne mein nahi kuch, kamaal hote hain
Taraashta hoon tujhe jinme apne lafzon se
Bahut haseen mere wo khayaal hote hain
Haseen hoti hain jinki balaa ki do aankhen
Usi balaa ke un aankhon mein jaal hote hain
Wo gungunaate hue yun hi jo uthate hain
Kadam kahan wo kayamat ki chaal hote hain
-Farhat Shehzad

This comment has been removed by the author.
ReplyDeleteJawab jinka nahi.. wo aawaz ho hote.. jagjit singh jaisa koi dubara nahi aate hai..
ReplyDeletePoet is Farhat Shahzad
ReplyDeleteThank you so much. I have updated it now.
Delete